Friday, 4 January 2013

Zindagi me kabhi pyaar karne ka man ho to


Zindagi me kabhi pyaar karne ka man ho to ,

Apne Dukh se pyaar karna kyunki duniya ka dastoor hai,

Jise Jitna chahoge use khud se utna hi door paoge...
_____________________________________________________________________________________________

Naye saal ka yoon aana acha laga
Tujhe say milnay ka naya intezaar acha laga

Ankhon mein kai khawaab jagnay lage
Teray khawaab ka ankhon mein sajna acha laga

Baat teri hi toh thi magar ghabra ka ekdam
Logon say nazarain churana acha laga

Tujhe say mil kar kitna kuch kahnay ke liye
Dekhtay hi tujhe un shikawon ka bhool jaana acha laga

Es sitamgar ko archana mein kaisay na apna kahoon
Jab bhi aaya khawaab mein who mujhe acha laga…

_____________________________________________________________________________________________

No comments:

Blogger Widgets