santa: kon se caste ke log ache naagrik hote hai? latest jokes
Banta: baniye
Santa: woo kese
Banta: Har jagah likha hota h, desh ke aache naagrik baniye, Deshbhakt baniye
Ek baar santa ki bhains kho gaye
Woo use dhoondta huwa park me pahucha
Wha ek ladka appne premika ki ankh me aankhe dal kaar kah raha rha tha-
"Jaan mughe tumhari aakho me puri duniya nazar aati hai"
Santa bola, bhai jara dekh kaar batao ki meri bhains kaha hai ??________________________________________________________
Please Dont kill me after reading this-
Santa- Yar banta hamare beech kya relation hai ?
Banta- Wahi jo Besan or Pakode ka hai !
Banta- kaise ?
Santa- Kyunki jab Besan SANTA hai tabhi to Pakauda BANTA hai
___________________________________________________