Sunday, 6 January 2013

Nikalta chand sabko pasand aata hai


Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…
_____________________________________________________________________________________________

Hum kabhi mil na paye toh maaf karna,
Aap ko yaad na kar paye toh maaf karna,
Is Dil se toh kabhi Hum bhula na payenge aap ko
Par ye Dil hi Agar Ruk Jaye toh maaf karna..

No comments:

Blogger Widgets